3 best Android application For Online / offline Earning in Pakistan
Assalam o Alikum Dosto . Aj main app ko 3 best application btaonga jin say ajkal app daily 500 say 1000 rupees kama skty hain. Agr app ko ye application pasand ayain tu app nay comment zaror kar k btana hai.
Earning Applications :
![]() |
| 3 best Android application For Online / offline Earning in Pakistan |
Sab say phly app ko ye bta don k app ko jo main applications and method bta raha hon aj ki date main wo bilkul working hain. agr kal wo working nai hotay tu narazgi ya gusa nai daikna . jisa k app ko maloom hai k ye cheezian koch dair k liye hoti hain. ya ye muktalif company k promotion hoty hain. Ta k un k zaida say zaida user banyan. app un k user banaty hain tu hi app ko wo pay karty hain. aor baz asi application fake b hoti hain. jin par app mehnat b karty hain or milta b koch nai. so jo mian app ko bta raha hon ye abi tak working hain aor Pakistan ki mashoor tareen applications hain. bhot say dost in say kafi koch lay chuky hain app b lay sakty hain.
Wo application ya method nachy diye gay hain un ko ghor say pariye ga. ta k appko mukmal smaj ajaye . mazeed app ko rasta daika donga thori bhot search app nay b kar leni hai.
Alfa App :
Ye application koch arsa phly lunch hoi hai or as say real main earning hoti hai ya signup ya referal par b app ko paisay milty hain. as ki real honay ka app andaza as baat say laga skty hian k ye Alfa Bank ki app hai jo app ko registration karny par kabi 200 ka tu kabi 500 ka tu kabi 1000 tak ka reward deti hai . Koch log dosray logon say b id card lay kar koch balance un ko dty hain or koch khud kamatay hain . Ye balance app ko Alfa bank ya Alfa app ki tarif say milny waly promo code ki waja say milta hai. Agr app ko promo code working chayan tu Alfa app ka Facebook paar page hai os ko like kar lyn. Wahain say app ko milta rahy ga k kon sa promo code aya howa hai.
Jazzcash / Jazzcash App :
Agr app ka jazzcash account bana hai tu phr app mazeed dosray logon k jazzcash apnay referral say bana k b paisy earn kar sktay hain. Jazzcash ki tarif say har account bananay par app ko koch na koch milta hai . Phly 100 pkr milta tha ab sahid kam milta hai magr app as tareekay say b kama skty hain.
EasyPaisa App :
Bilkul Jazzcash ki tarah app Easy Paisa app say b invite kar k paisa kama skaty hain. jo k bilkul asaan hai. as ka b invite system hai jis par app ko har invite par koch na koch paisay milty hain jo k app k easy paisa account main add ho jaty hain.

No comments:
Post a Comment